Vo Aankhe Bahut Khoobsurat

https://www.facebook.com/sujeet.bhartiya1

Saadgi Wali Surat Hai Tumhari
Dil Me Samayi Murat Hai Tumhari
Doob K Aksar Kho Jata Hu Jisme
Vo Aankhe Bhi Bahut Khoobsurat Hain Tumhari




ruksat na kare khuda kabhi kisi ko is dard se , mile jo hame is mohobat me, kis kadar hue zakhmi shayad khabar nai hai katil ko, vo to kehkar dosti guzar gae in dhadkano se, unhe kya pata kitna baha dard in begunah palko se……………….

खुद ही खुदको नहीं समझ पाते ,क्यों लोग गैरो में वक्त गावाते हैं जब अपने हो जाते है दूर तो शायद लोग दूसरे से निभाते हैं ,वक्त अभी भी खुद का आशियाना सभाल लो ,सुना घर से हो पेट भरा तो सभी पूछने आते हैं,खुद पर करलो यकी कुणाल दुनिया बदल ही जायेगी,ऐसे में कोई हो न हो खुदा साथ निभाने आ ही जाते हैं



khuda jaane kab unka didaar hoga ,hoga bhi ya bus intzaar hoga wo ekraar kare n kare mujhe to bas unse pyaar khuda jaane kab unka didaar hoga ,hoga bhi ya bus intzaar hoga wo ekraar kare n kare mujhe to bas unse pyaar hoga
 
 
 
Kabhi tujhe meri yaad aai hogi safer me tune yado me ansu b bahe hoge bister me pr yan kon kiska hota h dokha wahi deta h jis pr bharosa hota h



kahe do ki jee lo meri khatir jee lenge..
nahi agar ahesaas to kahe do ki mar jaao..
apni jaan tere naam kar ke jaan loota denge..



Ruswai Bewafai Gum aur Judai, Aankhe bhi meri ab num ho aayi, yeh kisne yeh kisne he baddua meri Mohabbat ko lagai, Ke Mohabbat jo ki mene, us Bewafa ke liye wafa ki har najayaz kimat chukai



tu jinna sataya menu main unna tennu chahanga
tere har nakhre nu mein jindgi bhar sarahanga
tenu dil che basawanga jind apne banawanga
tu ek wari kah de tere leyi mein jag nu bhul jawanga




teri aankhon mein kho jane aya hu
teri zulfon mein so jane aya hu
kayi dino se dil mein the armaan
aaj tera ho jane aya hu
manjil to tu he hi meri
tujhe apni raah banane aya hu
mein maan chuka hu tujhe apna jaha
is jaha mein apna thikana talashne aya hu

 -Sujeet Bhartiya

No comments:

Post a Comment

^ Scroll to Top