1.kadam thak gaye hai dur nikalna chhod diya hai,,
par aisa nahi hai ke maine chalna chhod diya hai..
fasle aksar mohabbat badha dete hai,,
par aisa nahi hai ki maine kareeb aana chhod diya hai..
maine chirago se roshan ki hai aksar apni shaam,,
par aisa nahi ki maine dil ko jalana chhod diya hai..
aaj bhi akele hai duniya ki bheed mai,,
par aisa nahi hai ke maine chalna chhod diya hai..
fasle aksar mohabbat badha dete hai,,
par aisa nahi hai ki maine kareeb aana chhod diya hai..
maine chirago se roshan ki hai aksar apni shaam,,
par aisa nahi ki maine dil ko jalana chhod diya hai..
aaj bhi akele hai duniya ki bheed mai,,
2.Aankhon mein aansu hain saje,
Ye kyun jawani ro rahi.
Khaafa hai mitti des ki..
Is maa ki beti chal basi..!!!
Un raahon par un baahon mein,
Vapis jahan raahein nahin.
Hai dua meri ho mehfooz tu..
Har shaam bhi har raat bhi,
Par Dil kahe ye dunia nahin..!!!
Tere jeene ki har koshish mein,
Hai maine ye mehsoos kiya.
Roshni to luta gaya par..
buj gaya vo masoom diya..!!!
Bhul gae sab dil jahan,
Tu kitni naadan hai.
Chot de ab dard tujhe..
Tu bhi to bas insaan hai..!!!
Shor to bahut hai yahan,
Insaaf ki par awaaz gum.
Dekh maa zara dekh maa..
Teri betiyan sab gumsum..!!!
Ye kaisi ghadi ye kaisi sadi,
Ganga bhi ab maili padi..!!!
Dard jo tune saha,
Ik aisa karvaan chal pada.
Zarra-Zarra keh raha
Ab naa ho aisi khata..!!!
Jitne bhi chunri ke rang,
Khwab tu utne hi kar.
Savera dekh hai ho raha..
Ab naa ho aisi khata..!!!
Un raahon par un baahon mein,
Vapis jahan raahein nahin.
Hai dua meri ho mehfooz tu..
Har shaam bhi har raat bhi..
Tu nahin dunia nahin..!!!
Ye kyun jawani ro rahi.
Khaafa hai mitti des ki..
Is maa ki beti chal basi..!!!
Un raahon par un baahon mein,
Vapis jahan raahein nahin.
Hai dua meri ho mehfooz tu..
Har shaam bhi har raat bhi,
Par Dil kahe ye dunia nahin..!!!
Tere jeene ki har koshish mein,
Hai maine ye mehsoos kiya.
Roshni to luta gaya par..
buj gaya vo masoom diya..!!!
Bhul gae sab dil jahan,
Tu kitni naadan hai.
Chot de ab dard tujhe..
Tu bhi to bas insaan hai..!!!
Shor to bahut hai yahan,
Insaaf ki par awaaz gum.
Dekh maa zara dekh maa..
Teri betiyan sab gumsum..!!!
Ye kaisi ghadi ye kaisi sadi,
Ganga bhi ab maili padi..!!!
Dard jo tune saha,
Ik aisa karvaan chal pada.
Zarra-Zarra keh raha
Ab naa ho aisi khata..!!!
Jitne bhi chunri ke rang,
Khwab tu utne hi kar.
Savera dekh hai ho raha..
Ab naa ho aisi khata..!!!
Un raahon par un baahon mein,
Vapis jahan raahein nahin.
Hai dua meri ho mehfooz tu..
Har shaam bhi har raat bhi..
Tu nahin dunia nahin..!!!
No comments:
Post a Comment